Sunday, October 19, 2014

आज कुछ ग़जब हुआ
एक कविता चुपके से
दंवे से पाओं से आयी
मेरे कानों के एक दम करीब
अपने गालों को मेरे गालों से
सटाते ही बोली
धीमे से
सुनो आज मुझपर एक कविता लिख दो न
मैं पहले देखती रही उसे
फिर सोचा
कौन से शब्द करूँ इस्तेमाल
जिससे बयां कर सकूँ
एक कविता को कविता मैं!!

Monday, January 17, 2011

asar mein tere ab karte hai basar..

mere rom rom pe ik hi asar..
teri raah pe har pal meri nazar..
nabz mein dhadakta  hai tera naam ab har pehar..
na bacha koi mera wajood ab jahan dekhun tu hi karta hai basar..

Sunday, January 16, 2011

jaan aaj phir jaane ko hai..

shehar ki yeh shaam aaj udaas hai..
na pata tera na koi khabar hai..
intezaar mera hota bada besabar hai..
vo raat phir aane ko hai..
meri jaan phir jaane ko hai..

baadal

mujhe na mili to na sahi..
tere chaman mein khushi ki bahaar aaye.
is darr se main na udaas rahun..
kahin baadal udaasi ke tum par chaaye

zaroorat.

saanson ki giraft mein ik hararat si rehne lagi..
yaadon ki ajeeb ik shararat si chalne lagi..
phir har pal teri zaroorat hone lagi hain..

chupchap..

socha bahut par kaha kuch nahi jaan,
chaha bahut par dekha nahi jaan,
samajhte rahe par chup hi rahein hum,
teri marzi jo hai ,hanske rotey rahein hum..

aaj aur kal..

bade haseen chehre hai aas paas ke jahan mein
kuch dhadakte dil bhi machalte hai yaara,
phir kyun udaas aur pyaasa rahe yeh mann

jaane kyun maajhi se itni lagan hai